Pages

Saturday, July 5, 2014

“Ma”

“Ma”

‘Ma’ sabdh kahte hi lagta hai jayse ki poora sansar sama gaya ho es sabdh me yeh sirf ek sabdh nahe hai. Ma hoti hi aise hai jo apne baccho ke khusi me khush aur baccho ke dukh me dukhi hoti hai. Aise hi meri ma hai. Ma mujhe pyar se anu bulati hai .kitna pyar jhalakta hai unke es naam me.

Dadi batati hai ke jab ma  shadi kar es ghar me aaye thi to ghar me khushiyon hi khushiya  aa gayi thi. Ma ne sabka dil jeet liya tha. Fir mera janam hua. Ma ne pyar se mera naam anu rakha. Sab kitne khush the. Par samaye ko sayad kuch aur manzoor tha. Papa ka car accident  ho gaya. Aur bo hame chod kar chale gaye. Us samay mai to bahut choti thi. Par ma ne himmat nahe hari. Unhone himmat kar papa ka sara business sambhal liya. Ma ne kabhi mujhe papa ki kami mehsoos nahe hone di. Jitney acche se bo mujhe aur ghar sambhalti thi utne hi acche se office bhi sambhalti thi.


Aaj maa ki tapasya ka hi fal hai ki mai ek doctor ban gaye hu. Ma ne mera sath har mushkil mein diya. jab bhi maine himmat haari bo chattan ki tarhe mere sath khadi rahi. Mere ma

No comments:

Post a Comment